Imam muhammad ibne seeren ( Rehmatullahi alaihi ) farmaaty hai ke.
Khwab 3 tarha ke hoty hai.
Khwab ke aqsam
1) Hadees un nafs
2) Takhwee-u-Shaitan
3) Mubashirate Khudawandi
Is bat se zahi howa ke har khwab ki tabeer nahi hoti, kuch khwab manga rat hoty hai.
Sirf un khwab ki matlb hoty hai jin me Allah tallah ki taraf se koi Basharat ho.
Khwab ki aqsam
1) Hadess un nafs
ye wo khwab hai, Jo insan ke diamgh me kuch batein chal rahi hoti hai or wahi khwab me b ajati hai
jese insan apni mehbooba ko hamesha yad karta hait o khwab me b wosey mehbooba nazar ajati hai.
ye hadees un nafas kehlat hai. ayesa khwab ki koi haqeeqata nahei hoti. inki tabeer na jany to acha hai.
2) takhweef-u- Shaitan
ye khwab shaitan ki taraf se hoty hai. in me bandy ko drana koi bala kisam ki cheez..
is tarha ke khwab shaitan ki taraf se hoty..
3) mubashritat khudawandi
Is tarha ke khwab bandy ke isliye aaty hai. ke banda khuda ke or qareeb hojai .
Is bary mme mazeed parhny ke liye ye link deky.
ye khwab ke 3 aqsam hai. jese ke mene apko phele batay har khwab ki haqeeqat nahe hoti. ab jo aap din bar sochty rehty ho wahi apko khwab me ajai to iski koi haqeeqat nahi hoti.
khwab bahut compicated cheez hai isey simple na ley. iski meaning jaanne keliye kis aalim se rojo karna chahiye.
han sirf sar sari maloomat chahiye to wo har kitaab me mojood hoti hai hamary website py b hai. yaha se b aap parh sakty hia. lkein khwab zida complicated ho to kisi aalim se pochna banta hai.
baqi konsa khwab sacha hai konsa joota ye ham pako nahe bata sakty kuke ye iteself aik lamba topic hai jiska complete explaintion chahiye. or me inta futner nahi. .
matlab yeke mere pass itni knoledge nahi. or na hee me innta zida farigh ho ke me bahut reaeaech karo or ap logo ko is abary me batao.
Teri meherbani k tuny itna bta dua
ReplyDelete